Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

abhi tak halwa nahi mila hamay




aaapko mila nahi...?
Posted 20 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:



naam pasand aaya...
Posted 20 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ashii said:

lo,, me bhi yehi samjhi k baLich ki baat ho rahi hai





barish mei udaasi k kaye reasons hein
1/ old memories jiss ka taluk aisi mausam se ho
2/ dil pehle se udaas ho to barish dekh k rone ka dil karta hai,, jaise kissi ko rote dekh k dil bhar aae
3/ the most important,, suraj ki kami k ba'is energy level ka kam hona dil ko udaas kar deta hai

dont need to worry at alll,, waise bhi sardiyan aane ko hein,,, take few vitamins,, B/C/D balke A to Z le lo
and try to make ur self more active (physical activities)
better for us to follow the nature's cycle


loo jii,,, daktar to hum ko hona chaiye tha



aapko daktar nahi Lawyer hona chahiye tha Jee..

Vit A, B, C, E , K to hum kha lain... baqi kahan se laien gay...

meri kisi memory ka taluq barish se nahi hey. buss yunhi.......
Posted 20 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
¥ÍÑ said:

bhulakarh doc bohat khatarnak hotay hain
operation tay time ahtiyat talna logo
ham bi aap tay mareezon tay liyay dua tiya talain gey



Mere lucky patients...
Posted 20 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

Doctor Sam said:

hain.. in k bhi exams ho rahay hain...


fikr na karo sam , aap k alawa aor bhi log dukhi hain exams ki waja se.. kion cf jee...




honye walye hain
december main hain


DECEMBER main hum farigh.... la la la lalalala...
Posted 20 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lose ur girlfrnd and u r going to be millionare..

Luck counts Man....
Posted 20 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
NaGuzeer

Ye raat apnay syaah panjon ko jisqadar bhi daraaz kar lay
main tairgi ka ghubaar ban kar nahi jiyoon ga
mujhe pata hey k aik jugnu k jagnay se
ye tairgi ki dabeez chadar nahi hatay gi
mujhe khabar hey k meri bay-zor takkaron se
faseel-e-dehshat nahi hatay gi

main janta hua k mera shola chamak k rizq-e-ghubaar hoga
to bay-khabar ye deyaar hoga
main roshni ki lakeer ban kar kisi sitaray ki masl bikhroon ga
to bastiyon ko khabar na hogi
main janta hoon k meri kam-taab roshni se sehar na hogi
Magar main phir bhi syaah shab ka ghubaar ban kar nahi jiyoon ga
kiran ho kitni naheef lekin kiran hey phir bhi
wo tarjumaan hey k roshni ka wajood zinda hey
aor jab tak ye roshni ka wajood zinda hey
raat apnay syaah panjon ko jisqadar bhi daraaz kar lay
kahien se suraj nikal paray ga.

Amjad Islam Amjad


Posted 20 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
phir RAJU BAN GYA GENTELMAN

theek hey?
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yaani...

ya hum apna topic wahan move karwa dain..

ya yahan FOS ki aazaadi de dian..
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aray haan ye to DON hain...

Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hain.. in k bhi exams ho rahay hain...


fikr na karo sam , aap k alawa aor bhi log dukhi hain exams ki waja se.. kion cf jee...
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aik min k late hone ki waja se napolean jang haar gya tha..
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

bhai sahab hum nay pardha hai
sab nay yehi kaha hai dost bananay..time pass karnay..waqt guzarnay!!
abb inn sab ki summary yehi ban rahi thi


observe karnay ki haad tak to theek tha..per app wohi qs?s baar baar kar rahay thay her ek ki post k reply k bhai real life kyun nahi..virtual kyun! to hum samjhay k mayb app ko tension hai!!

chalien ji!!
abb app karein mastiyaan yahan!! or hum chalay zara choco khanay!
waisay app bhi aa saktay hein agar chahien to



I HAVE observed.. Observation ho chuki thi ... aor usi observation ki base pe main ne ye qs poochay aor repeat isliye kiye k related logon main se kisi ne reply nahi kiya..

aapka aor Barish ka mamla alag hey kion k aap ne wo answers nahi diye thay...
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i feel,

like always i m unable to convey my point.. one reason is, I know many people for those jb is ESCAPE.

well for the last time, i'll try to make my self a bit clear..

And Behna... ye jitnay logon ne yahan reply kar diya hey na wahan aadhay logon nahi bhi nahi karna tha...
Posted 19 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aaaw... saza ka mujhe bhool e gya..
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:

Doctor Sam said:

Halwa...mmmmmmmmm with naan...

waiting for QV and Barish.. And Khan sahab...



do jee


aap dair se aaye ho...   
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

Doctor Sam said:

Halwa...mmmmmmmmm with naan...

waiting for QV and Barish.. And Khan sahab...



Dr jeee sirf aik halwye per bhool gaye hamye

sirf aik halwye ki waja se
itni hi frndshp thi ke halwa aziz ho gaya zyada hamarye se

sirf aik halwa


raai ka pahard banana koi CF se seekhay..

in teenon ko to hum boriyat duur karne k liye bula rahay thay..

halwa khatam ho gya bhai...
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

hum kiya sotelay hein

jhootay moun he sahi..hamay bhi ek khenj kar offer mari hoti




hum Peace loving hain jee..

maartay waartay nahi hain...
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

iss mein itni tension wali kiya baat hai MUNNA BHAI MBBS DS!!

simple si ek cheez hai!!
i wudnt talk abt any1 else..bt me!!
lets ck mein kyun aati thi!!
time pass karnay..
i had a semester off!! i dont go out much!! n net was only way of entertainment for me..so i came across JB..
kuch dost ban gay yahan achay!! like balich,u,riz,sara,srk,cf!!
abb job or studies mein aisa buzi hue hein k kisi ka pata he nahi!
jab jab time hota hai loag aatay hein
its not k real life mein unhay koi milta nahi
milta hoga share karnay k liye..per appka kiya khayal hai k real life mein banday farigh bethay hein iss intazaar mein k koi unhay apni dukh bhari dastaan sunannay k liye betha hai?!?!

her koi buzi hai..jab jab kisi ko time milta hai to os per depend karta hai k woh kiya karta hai..JB per aa kar posting karta hai ya bahir ghomnay jata hai ya phir kisi frnd ya relative k saath beth kar time guzarta hai!

itna bara issue nahi hai yeh k app itni tension lien!

logon ka apna apna tareka hota hai waqt guzarnay ka!!
baki yeh jo keh rahay hein yeh bhi sahi hai k ek jaga app ko dost mil gay to mil gay..abb iss mein burai kiya hai agar woh virtual world hai to!! zarori to nahi k real life mein inn meeskeenon k dost na hon..hon gay..yahan per bhi hein..dost dost hota hai..jahan merzi ho!
distance ko agar JB cover karta hai to i guess thts ok..its not an issue of social suicide.( k real life mein kyun nahin hein dost ya time pass karnay k or tarekay!)



Kash...

main ne ye zaroor kaha tha k Ye SERIOUS topic hey, lekin ye nahi kaha tha k Mujhe is baat ki bohat tension hey. Its like a survey. Kuch observations thien meri so i wanted to ask people..

Aor aap ne to apni baat ki hey na.. main ne jo likha hey wo logon ko kehtay suna hey. Balkay agar aap ne is topic main replies ghor se parhien hon to majority ne jo likha tha main ne usko sum up karne ki koshish ki hey.

Mera maqsad hargiz isko SOCIAL SUICIDE sabit karne ka na tha, na hey... Mujhe lagta hey ya aap meri baat theek se samjhien nahi ya main apni baat samjhanay main hamesha ki tarah...

and secondly, wo jo main ne baatain likhi hain, wo aap jese logon k liye nahi hain, i mean jo jb pe sirf time pass karne aaye..

Aor haan, chalo is topic k bahanay aap ne posting to ki. hum kion tension lain jee..
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nahi mila///

karsh kale ka ye song kisi k paas ho to hamain bhi dain..
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:

Seriousness of Topic is getting........



Hmmmm

Logo..

Mujhe majboor na karo.. k main apnay haathon apni azli narm tabiyyat ka gala ghont doon... aor ....

khair, mana.. ye FOS hey, aap jo chahain keh saktay hain, lekin kya e acha ho jo meri guzarish pe kaan dhar lain aap log..

its really somthing Serious...
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Gee-Z said:

daktar sahib kiya topic baniya hai ap na yar har koi Mushraff ki thran taqreer kar raha hai here lolzz j/k

wasiya mai sach kah raha hooon sirf aur sirf ap k liya ataa hoooon .....baqi jo confusion hai

confusion never stop ,closing walls n ticiking clocks



hairat ki baat hey k aap yahan mere liye aatay hain... mujhe ye aizaz kion de rahay hain Gulzaib bhai..
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
¥ÍÑ said:

so aap yahan atay ho.. adhi bolo ya puri bat.. topic banaya... dil ki batain SAMNAY ya CHUPA kar bolien.. and wo gey...



to kya ye ALMIYA nahi hey .. k hamain baat karne k liye bhi APNON se duur aana parta hey..
Posted 19 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:





barish ki pehli boondain to Kachhi matti ko dhoondti hain...
Posted 19 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

yaa may be udasi laati ho.shayad yeh insaan kay mann ki situation pe depend karta hain.kabhi insaan baarish main buhat khush hota hain to kabhi dukhi.



hmmm every one interprets things in his own style...
lekin..
Mujhe taqreeban hamesha

Barish ne 2 feelings di hain..

aik majboori ki... aor aik RASHK ki...
Posted 19 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

Doctor Sam said:

mann main udaasi kion le aati hey...

Majboori ka ehsaas..



Batao Logo...




bas ap ke xamz waghea hai na
isi liye esa lag raha hia



exam ka masla nahi hey cf bhai...
Posted 19 Nov 2006

Topic: { BaRiSh }

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
¥ÍÑ said:

song shoron :

ATAILI NA BAJAL JAYA TALO...



oye chotay sad song bola tha
sir phira chota
tholi naswar dala talo







new song:

Chak dhum dhum Chak dhum dhum

Chaluth hero danche




wah wah wah...

ghorday jesi chaal
hathi jesi dum
Posted 19 Nov 2006

Topic: Awara Raat

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
smooker302 said:

Ye chiraaG benazar hai ye sitaaraa bezubaa.N hai
abhii tujhase milataa julataa koii duusaraa kahaa.N hai

vahii shaKhs jisape apane dil-o-jaa.N nisaar kar duu.N
vo agar Khafaa nahii.n hai to zaruur badagumaa.N hai

kabhii paa ke tujhako khonaa kabhii kho ke tujhako paanaa
ye janam janam kaa rishtaa tere mere daramiyaa.N hai

mere saath chalanevaale tujhe kyaa milaa safar me.n
vahii dukh bharii zamii.n hai vahii Gam kaa aasmaa.N hai

mai.n isii gumaa.N me.n baraso.n ba.Daa mutma_in rahaa huu.N
teraa jism betaGaiyyur hai meraa pyaar jaavidaa.N hai

u.nhii.n raasto.n ne jin par kabhii tum the saath mere
mujhe rok rok puuchhaa teraa hamasafar kahaa.N hai



is ghazal se aashnaai kafi purani hey.. A lovely ghazal by Bashir badar...
Posted 19 Nov 2006

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
one of those ghazals i really LOVE to read and Feel.

hum jaan se jaien gay tabhi baat banay gi
tum se to koi raah nikaali nahi jati


Wasi Shah..

and SHAH rukh...
Posted 19 Nov 2006

Topic: Married women

Doctor Sam

Age: 124
7285 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ashii said:



sirf aik cheez add karu gi
time pass karne ko job karne mei bhi kya harj hai ??
I think women also need to change their mind, to go out side,, to do something creative
to prove theirselves



Well Ashii..
Time pass karne ko job karna....
kya WOMAN k paas itna time hota hey k wo sirf isay PASS karne ko JOB karay, Ghar se baher niklay.. I dont think so. or i might have not get ur point..
Baat Responsibilities ki karain to Ghar chalanay ki zimmedaari aadmi ki hey. aor Ghar sanbhalnay ki Aurat ki.
The best job for a woman is to
TAKE CARE OF HER HUSBAND AND CHILDREN
TO TRAIN HER CHILDREN..

Infact mujhe ye timepass karne wali baat ki samaj nahi aayi..

Posted 19 Nov 2006